Har Kisi Ke Dil Mein Lyrics by Haan Maine Bhi Pyaar Kiya Movie

All Haan Maine Bhi Pyaar Kiya Movie Lyrics

Sinopsys
 lyrics title      : Har Kisi Ke Dil Mein
 performed by : Haan Maine Bhi Pyaar Kiya Movie
 added on       : March 22, 2009
 modified on   : September 15, 2009

Har Kisi Ke Dil Mein

Song By UDIT NARAYAN AND ALKA YAGNIK
[chorus]
Honey I need you, honey I need you - 4
MALE
Hey hey, hey hey hey hey hey hey - 2
Har kisi ke dil mein ek ladki ka khayaal rehta hai - 2
Koi kehta hai, koi chhupaata hai
O koi kehta hai, koi chhupaata hai
Ajab haal rehta hai
FEMALE
Aa aa aa aa, aa aa aa, o ho ho ho
Har kisi ke dil mein ek ladke ka khayaal rehta hai - 2
Koi kehta hai, koi chhupaata hai
Haan koi kehta hai, koi chhupaata hai
Ajab haal rehta hai
Har kisi ke dil mein ek ladke ka khayaal rehta hai
[chorus]
Honey I need you, honey I need you - 2
MALE
Safar tanha tanha kab talak
Umar tanha tanha kab talak
Kabhi to aayegi voh dilruba, dilruba, dilruba
FEMALE
Ke hum tanha tanha kab talak
Ke tum tanha tanha kab talak
Kabhi to aayega voh jaane jaan, mera jaane jaan, mera jaane jaan
MALE
Kisi mod par to kabhi na kabhi hoga
Tera mera saamna
Har kisi ke dil mein ek ladki ka khayaal rehta hai - 2
Mohabbat mohabbat, karoonga mohabbat
Sharaarat sharaarat, karoonga sharaarat
Voh hai mera sapna, voh hai meri chaahat
Har ghadi usi ka intezaar ab hai
Mera dil deewana beqaraar ab hai
FEMALE
Sar pe voh sehra baandhke aayega
Doli baaraat bhi saath mein laayega
Mujhko voh dulhan banaake le jaayega
Har kisi ke dil mein ek ladke ka khayaal rehta hai
MALE
Har kisi ke dil mein ek ladki ka khayaal rehta hai
Koi kehta hai, koi chhupaata hai
O koi kehta hai, koi chhupaata hai
Ajab haal rehta hai
Har kisi ke dil mein ek ladki ka khayaal rehta hai
Hey hey, hey hey hey hey hey hey - 2
[chorus]
Honey I need you, honey I need you - 6

Haan Maine Bhi Pyaar Kiya Movie

Haan Maine Bhi Pyaar Kiya Movie lyrics: [Haan Maine Bhi Pyaar Kiya Movie]

Among others we have the following lyrics performed by Haan Maine Bhi Pyaar Kiya Movie

  • Hum Pyaar Hai Tumhaare [Song By ALKA YAGNIK AND KUMAR SANU FEMALE ...]
  • Zindagi Ko Bina Pyaar [Song By KUMAR SANU AND SARIKA KAPOOR MALE ...]
  • Mubaarak Mubaarak [Song By UDIT NARAYAN Tere maathe ki bindiya ...]
  • Har Kisi Ke Dil Mein [Song By UDIT NARAYAN AND ALKA YAGNIK [chorus] ...]

More lyrics performed by Haan Maine Bhi Pyaar Kiya Movie

Share & Bookmark

Share this site with others. Help us to grow... or simply bookmark this page :)

Share/Save/Bookmark