Aao Milo Chalein Lyrics by Jab We Met Movie
All Jab We Met Movie Lyricsperformed by : Jab We Met Movie
language : scots
added on : March 22, 2009
modified on : September 15, 2009
Aao Milo Chalein
Song By SHAAN, USTAD SULTAN KHAN[hum jo chalane lage, chalane lage hain yeh raaste
aa ha ha ha manjil se behtar lagane lage hai yeh raaste] - 2
aao kho jaaye hum, ho jaaye hum yuun laapata
aao milo chalein, jaana kahaan na ho pata
hum jo chalane lage, chalane lage hain yeh raaste
aa ha ha ha manjil se behtar lagane lage hai yeh raaste
[baithe baithe aise kaise koi rasta naya sa milein
tu bhi chalein main bhi chaloon, honge kam yeh tabhi faasalein] - 2
aao tera mera na ho kisise waasta
aao milo chalein, jaana kahaan na ho pata
hum jo chalane lage, chalane lage hain yeh raaste
aa ha ha ha manjil se behtar lagane lage hai yeh raaste
ho o o o ??? main samjhaayuun - 2
ki thaare bina ji na lage - 2
[aankhein kholein nindein bolein jaane kaisi jagi bekhudi
yahaan wahaan dekho kahaan leke jaane lagi bekhudi] - 2
aao mil jaayega hoga jahaan pe raasta
aao milo chalein, jaana kahaan na ho pata
hum jo chalane lage, chalane lage hain yeh raaste
aa ha ha ha manjil se behtar lagane lage hai yeh raaste
sajani sajani tumhein mat jaaniyo, preet ki yeh ???
??? preet na kariyo