Mein Ne Kabhi Lyrics by Junoon

All Junoon Lyrics

Sinopsys
 lyrics title      : Mein Ne Kabhi
 performed by : Junoon
 language       : tagalog
 added on       : March 7, 2010
 modified on   : March 7, 2010

Mein Ne Kabhi

Kis soch main doobi zindagi kis yaad main khoay raastay
Kabhi tujh ko paanay ki justajo kabhi tujh ko khonay kay gham mujhey
Yeh paana khona kuch nahin hona anhona kuch nahin
Sub chaon dhoop kay khwab hain tujhey milnay ko betaab hain

Jee kay bhi dekha marr kay bhi dekha
Phir bhi main tanha raha

Mein nay, tujh ko kabhi dekha bhi nahin
Oh aisa, nahin keh koi nata bhi nahin

Rangon ko dekha hai tasweerain dekheen mein nay
Khwaabon ko dekha hai tabeerain dekheen mein nay

Kahin jeet uratay humsafar kahin khaak main mil kar reh gaey
Koi baat na mujh say keh sakay meray hont hi sookh kar reh gaey
Unhain mera piyaar na mil saka mujhe tera piyaar na mil saka
Koi hoon gee teri majboorian jo ab tak hain yeh doorian

Junoon

Junoon lyrics: [Junoon] - lyrics in tagalog [tagalog]

Among others we have the following lyrics performed by Junoon

  • Zamaney Ke Andaaz(saqi Nama) [Zamanay kay andaaz badlay gaey Naya raag ...]
  • Mein Ne Kabhi [Kis soch main doobi zindagi kis yaad main ...]
  • Mera Mahi [Mann mera boley meri pyaas bujha Tann mera ...]
  • Talaash [Tapti Dhoop Talay Chawoon Ki Hai Talaash ...]
  • Chaley Thay Saath [Chalay.. Chalay thay saath saath Rukay.. ...]

More lyrics performed by Junoon
More lyrics in tagalog

Share & Bookmark

Share this site with others. Help us to grow... or simply bookmark this page :)

Share/Save/Bookmark