Zamaney Ke Andaaz(saqi Nama) Lyrics by Junoon

All Junoon Lyrics

Sinopsys
 lyrics title      : Zamaney Ke Andaaz(saqi Nama)
 performed by : Junoon
 added on       : March 22, 2009
 modified on   : September 15, 2009

Zamaney Ke Andaaz(saqi Nama)

Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey [x2]

Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar

Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey

Jigar say wohi teer phir par kar
Tamanna ko seenon main bedar kar [x2]

Jawanon ko sozi jigar bakhsh de
Mera ishq meri nazar bakhsh de

Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey

Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar

Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey

Pila de mujhe woh may pardah soz
Keh aati nahin fasl-e-gul roz roz [x2]

Woh may jis say roshan hai zameer-i-hayaat
Woh may jis say hai mastee-e-kainaat
mastee-e-kainaat

Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey [x2]

Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar

Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey [fade till end]

Junoon

Junoon lyrics: [Junoon]

Among others we have the following lyrics performed by Junoon

  • Chaley Thay Saath [Chalay.. Chalay thay saath saath Rukay.. ...]
  • Mera Mahi [Mann mera boley meri pyaas bujha Tann mera ...]
  • Zamaney Ke Andaaz(saqi Nama) [Zamanay kay andaaz badlay gaey Naya raag ...]
  • Mein Ne Kabhi [Kis soch main doobi zindagi kis yaad main ...]
  • Talaash [Tapti Dhoop Talay Chawoon Ki Hai Talaash ...]

More lyrics performed by Junoon

Share & Bookmark

Share this site with others. Help us to grow... or simply bookmark this page :)

Share/Save/Bookmark