Milte Hi Aankhein Dil Huwa Lyrics by Talat Mehmood
All Talat Mehmood Lyricsperformed by : Talat Mehmood
language : swahili
added on : March 22, 2009
modified on : September 15, 2009
Milte Hi Aankhein Dil Huwa
Milte hi aankhein dil huwa diwaana kisikaMilte hi aankhein dil huwa diwaana kisika
Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika
Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika
Poochho na mohabbat ka asar, haay na poochho
haay na poochho
Poochho na mohabbat ka asar, haay na poochho
haay na poochho
Dam bhara mein koyi ho gaya, parwaana kisika
Dam bhara mein koyi ho gaya, parwaana kisika
Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika
Milte hi aankhein dil huwa diwaana kisika
Hanste hi na aa jaaye kahi, aankho mein aansoo
aankho mein aansoo
Hanste hi na aa jaaye kahi, aankho mein aansoo
aankho mein aansoo
Bharte hi chhalak jaaye na, paimaana kisika
Bharte hi chhalak jaaye na, paimaana kisika
Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika
Milte hi aankhein dil huwa diwaana kisika