Main Yahaan Hoon Lyrics by Udit Narayan

All Udit Narayan Lyrics

Sinopsys
 lyrics title      : Main Yahaan Hoon
 performed by : Udit Narayan
 language       : scots
 added on       : March 22, 2009
 modified on   : September 15, 2009

Main Yahaan Hoon

Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan..
[Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan]
-2
Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Tum chhupa na sakogi main woh raaz hoon
Tum bhoola na sakogi woh andaaz hoon
Goonjta hoon jo dil mein toh hairaan ho kyun
Main tumhaare hi dil ki toh awaaz hoon
Sun sako, toh suno, dhadkanon ki zabaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Main hi main ab tumhaare khayaalon mein hoon
Main jawaabon mein hoon, main sawaalon mein hoon
Main tumhaare har ek khwaab mein hoon basa
Main tumhaari nazar ke ujaalon mein hoon
Dekhti, ho mujhe, dekhti ho jahaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

Udit Narayan

Udit Narayan lyrics: [Udit Narayan]

Among others we have the following lyrics performed by Udit Narayan

  • Madhosh Teri Aankhen [La La La Teri Aankhen La La La Teri Aankhen ...]
  • Ram Jaane (Sad) [sab apane ghar mein paida huwa mujhko gali ...]
  • Chori Chori Hum Gori Se [hmm hmm, hmm hmm hmm... chori chori hum ...]
  • Udja Kale Kawan [Udja Kale Kawan Tere Moowich Khandpaanwa ...]
  • Deewana Main Chala [Deewana Main Chala Usay Dhoondne Bade ...]

More lyrics performed by Udit Narayan

Share & Bookmark

Share this site with others. Help us to grow... or simply bookmark this page :)

Share/Save/Bookmark