Kyon Ki Itna Pyar Lyrics by Udit Narayan, Alka Yagnik

All Udit Narayan, Alka Yagnik Lyrics

Sinopsys
 lyrics title      : Kyon Ki Itna Pyar
 performed by : Udit Narayan, Alka Yagnik
 added on       : March 22, 2009
 modified on   : September 15, 2009

Kyon Ki Itna Pyar

kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham - 2
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
hamare dil ki tum thodi si kadar kar lo
ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
fikar kar lo
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
tune o jaana deewana kiya hain
deewana kiya is kadar - 2
chahat mein teri bhulaya jahaan ko
na dil ko kisiki khabar - 2
rago mein mohabbat ka ehsaas jara bhar lo
ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
fikar kar lo
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
tumse hain saansein tumse hain dhadkan
tumhise hain deewangi - 2
rab ne hame di hain tumhare liye zindagi
tumhare liye zindagi
wada sang jeene ka tum jaane jigar kar lo
ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
fikar kar lo
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

Udit Narayan, Alka Yagnik

Udit Narayan, Alka Yagnik lyrics: [Udit Narayan, Alka Yagnik]

Among others we have the following lyrics performed by Udit Narayan, Alka Yagnik

  • Thoda Sa Pyar [Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki Thoda ...]
  • Kyon Ki Itna Pyar [kyon ki itna pyar tumko karte hain ham kya ...]
  • Ek Ladki Ki [Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan Ek ...]
  • Chupke Se Sun [Chupke se sun, is pal ki dhun Is pal mein ...]
  • Dil Ke Maare [dil ke maare hai dil ke maare hai tumse ...]

More lyrics performed by Udit Narayan, Alka Yagnik

Share & Bookmark

Share this site with others. Help us to grow... or simply bookmark this page :)

Share/Save/Bookmark