Jaane Kyon Saawan Ke Rut Mein Lyrics by Yaad Piya Ki Aayi Movie
All Yaad Piya Ki Aayi Movie Lyricsperformed by : Yaad Piya Ki Aayi Movie
language : scots
added on : March 22, 2009
modified on : September 15, 2009
Jaane Kyon Saawan Ke Rut Mein
Song By BHUPINDER SINGH, MITALI SINGH, SUHEL KHANbaagon mein jab chanchal panchchi pyaar ke nagamein gaate hain
jaane kyon saawan ke rut mein jakhm hare ho jaate hai - 2
shaayad yeh baadal ke tukade tere gaanv se aate hain
bhooli bisari baatein mann hi mann hum doharaate hain
paayal bajane ki aawaajein ghool jaati hai saanson mein
rim-jhim rim-jhim kaale megha jag paani barsaate hain
jab paani barsaate hain
parvat ki choti par apani aanchal ko leharaate hain
shaayad yeh baadal ke tukade tere gaanv se aate hain
jaane kyon saawan ke rut mein jakhm hare ho jaate hai
pyaar muhabbat ke afsaane pagali koyal kya jaane
kuk se dil mein ?huk uthi hain kuk hum ghabaraate hain
kuk hum ghabaraate hain
dil humko behlaata hai aur hum dil ko behlaate hain
shaayad yeh baadal ke tukade tere gaanv se aate hain
jaane kyon saawan ke rut mein jakhm hare ho jaate hai