Yaadein Yaad Aati Hain (Male) Lyrics by Yaadein Movie
All Yaadein Movie Lyricsperformed by : Yaadein Movie
language : scots
added on : March 22, 2009
modified on : September 15, 2009
Yaadein Yaad Aati Hain (Male)
Song By HARIHARANMALE
[Nagme hain, shikwe hain
Kisse hain, baatein hain] - 2
[Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain] - 2
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chal jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein
[chorus]
Sa ga re ga sa re ni sa sa sa - 2
Sa pa ma pa ma pa ga ma ga
Sa pa ma pa ma pa ga ma ma pa
Sa ga re ga sa re ni sa sa sa - 2
MALE
Yeh jeevan dil jaani, dariya ka hai paani
Paani to beh jaaye, baaqi kya reh jaaye
Yaadein, yaadein, yaadein
Nagme hain, shikwe hain
Kisse hain, baatein hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chal jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein
FEMALE
Aa aa aah, aa aa aah, aa aa aah - 2
MALE
Duniya mein yun aana, duniya se yun jaana
Aao to le aana, jaao to de jaana
Yaadein, yaadein, yaadein
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chal jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein
FEMALE
Aa aa aah, aa aa aah, aa aa aah - 2