Chura Liya Hai Tumne Jo Lyrics by Yaadon Ki Baaraat Movie

All Yaadon Ki Baaraat Movie Lyrics

Sinopsys
 lyrics title      : Chura Liya Hai Tumne Jo
 performed by : Yaadon Ki Baaraat Movie
 language       : swahili
 added on       : March 22, 2009
 modified on   : September 15, 2009

Chura Liya Hai Tumne Jo

Song By ASHA BHOSLE AND MOHAMMED RAFI
FEMALE
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
Oh, le liya dil, oh haai mera dil
Haai dil lekar mujhko na behlaana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
[Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein
Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein]
- 2
Tum mere ho, ho tum mere ho
Aaj tum itna vaada karte jaana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
MALE
Ho, sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
Sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
Hai vafa kya is jahaan ko
Ek din dikhla doonga main deewana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
Le liya dil, haai mera dil
Haai dil lekar mujhko na behlaana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Hm hm hm hm, hm hm hm hm - 2

Yaadon Ki Baaraat Movie

Yaadon Ki Baaraat Movie lyrics: [Yaadon Ki Baaraat Movie]

Among others we have the following lyrics performed by Yaadon Ki Baaraat Movie

  • Yaadon Ki Baaraat [Song By LATA MANGESHKAR, PADMINI, SHIVANGI ...]
  • Chura Liya Hai Tumne Jo [Song By ASHA BHOSLE AND MOHAMMED RAFI FEMALE ...]
  • Aapke Kamre Mein Koi Rehta Hai [Song By KISHORE KUMAR, ASHA BHOSLE, R.D. ...]
  • Lekar Hum Deewana Dil [Song By ASHA BHOSLE & KISHOR KUMAR lekar ...]
  • Yaadon Ki Baraat [Song By KISHORE KUMAR, MOHAMMAD RAFI Yaadon ...]

More lyrics performed by Yaadon Ki Baaraat Movie

Share & Bookmark

Share this site with others. Help us to grow... or simply bookmark this page :)

Share/Save/Bookmark