Kaaga Chhat Par Shor Machaye Lyrics by Yaar Ka Deedar Chahiye Movie

All Yaar Ka Deedar Chahiye Movie Lyrics

Sinopsys
 lyrics title      : Kaaga Chhat Par Shor Machaye
 performed by : Yaar Ka Deedar Chahiye Movie
 language       : scots
 added on       : March 22, 2009
 modified on   : September 15, 2009

Kaaga Chhat Par Shor Machaye

kaaga chhat par shor machaye
reh reh kar mujhe hitchki aaye
kaaga chhat par shor machaye
reh reh kar mujhe hitchki aaye
dekh lena aaj - 2
sandesa yaar ka aayega - 2
sandesa mere yaar ka aayega
sandesa yaar ka aayega
kaaga chhat par shor machaye
reh reh kar mujhe hitchki aaye
dekh lena aaj - 2
sandesa yaar ka aayega - 2
sandesa mere yaar ka aayega
sandesa yaar ka aayega
barsegi sukh ki barkha
beet hai din intezaar ke
viraan si aankhon mein
jaage hai sapane phir bahaar ke
barsegi sukh ki barkha
beet hai din intezaar ke
viraan si aankhon mein
jaage hai sapane phir bahaar ke
ab saawan mohe raas na aave
dard judaai ka mit jaave
ab saawan mohe raas na aave
dard judaai ka mit jaave
dekh lena aaj - 2
sandesa yaar ka aayega - 2
sandesa mere yaar ka aayega
sandesa yaar ka aayega
chhup chhup ke likhi hogi
usne kahani uss raat ki
kaagaz mein khushbu hogi
mehandiwale uske haath ki
chhup chhup ke likhi hogi
usne kahani uss raat ki
kaagaz mein khushbu hogi
mehandiwale uske haath ki
raat suhaani geet sunaaye
kaaga chhat par shor machaye
reh reh kar mujhe hitchki aaye
kaaga chhat par shor machaye
reh reh kar mujhe hitchki aaye
dekh lena aaj - 2
sandesa yaar ka aayega - 2
sandesa mere yaar ka aayega
sandesa yaar ka aayega
deewana dil yeh samjhaaye
raat suhaani geet sunaaye
deewana dil yeh samjhaaye
dekh lena aaj - 2
sandesa yaar ka aayega - 2
sandesa mere yaar ka aayega
sandesa yaar ka aayega
chaahat ne li angdaai
mehki hai meri tanhaaiya
sapanon ke prem nagar mein
gunji khushi ki shehnaaiya
chaahat ne li angdaai
mehki hai meri tanhaaiya
sapanon ke prem nagar mein
gunji khushi ki shehnaaiya
jab bhi hawa ka jhonka aaye
uske badan ki khushbu laaye
jab bhi hawa ka jhonka aaye
uske badan ki khushbu laaye
dekh lena aaj - 2
sandesa yaar ka aayega - 2
sandesa mere yaar ka aayega
sandesa yaar ka aayega

Yaar Ka Deedar Chahiye Movie

Yaar Ka Deedar Chahiye Movie lyrics: [Yaar Ka Deedar Chahiye Movie]

Among others we have the following lyrics performed by Yaar Ka Deedar Chahiye Movie

  • Laagi Laagi Laagi Lagan [Song By RAM SHANKAR teri surat se nahi milti ...]
  • Khoobsurat Ho Bewafa Nahi [khoobsurat ho bewafa nahi yeh kaise ho sakta ...]
  • Kaaga Chhat Par Shor Machaye [kaaga chhat par shor machaye reh reh kar ...]
  • Hota Hain Hota Hain [hota hain hota hain pyar mein aksar hota ...]
  • O Yaara Ve O Yaara Ve [o yaara ve yaara ve - 2 mera dil kho gaya ...]

More lyrics performed by Yaar Ka Deedar Chahiye Movie

Share & Bookmark

Share this site with others. Help us to grow... or simply bookmark this page :)

Share/Save/Bookmark