Pootchey Jo Koi Lyrics by Yahaan Movie

All Yahaan Movie Lyrics

Sinopsys
 lyrics title      : Pootchey Jo Koi
 performed by : Yahaan Movie
 language       : scots
 added on       : March 22, 2009
 modified on   : September 15, 2009

Pootchey Jo Koi

Song By SHAAN, SHREYA GHOSHAL
poocthein jo koi meri nishaani rang heena likhna
gore badan pe ungli se mera naam tu aa likhna
kabhi kabhi aas paas chand rehta hain
kabhi kabhi aas paas shaam rehti hain
aao na aao na
jhelum mein behne de
waadi ke mausam bhi ek din toh badlenge
kabhi kabhi aas paas chand rehta hain
kabhi kabhi aas paas shaam rehti hain
aau toh subaha jaau toh mera naam sabah likhna
barf pade toh barf pe mera naam tu aa likhna
zara zara aag waag pass rehti hain
zara zara aangdi ki aanch rehti hain
kabhi kabhi aas paas chand rehta hain
kabhi kabhi aas paas shaam rehti hain
shaamein bujhane aati hain raatein
raatein bujhane tum aa gaye ho
jab tum haste ho din ho jaata hain
tum gale lago toh din so jaata hain
doli uthane aayega din toh
pass bitha lena
kal jo miley toh
mathe pe mere suraj uga dena
[zara zara aas paas dhup rahegi
zara zara aas paas rang rahenge]
- 2

Yahaan Movie

Yahaan Movie lyrics: [Yahaan Movie]

Among others we have the following lyrics performed by Yahaan Movie

  • Chann Se Bole [Chann se bole chamake jab charaar bole kwaab ...]
  • Kahu Kaise Sakhi [saajal hum tum ek hai kehan sunan ko do ...]
  • Mere Chaliya Te Leke Aave [[Mele chaliyan te leke aave chudiyan] - 2 ...]
  • Pootchey Jo Koi [Song By SHAAN, SHREYA GHOSHAL poocthein ...]

More lyrics performed by Yahaan Movie

Share & Bookmark

Share this site with others. Help us to grow... or simply bookmark this page :)

Share/Save/Bookmark