Banake Deewana Bhoolna Nahi Lyrics by Yakeen Movie
All Yakeen Movie Lyricsperformed by : Yakeen Movie
language : scots
added on : March 22, 2009
modified on : September 15, 2009
Banake Deewana Bhoolna Nahi
Song By SHAANho
[dhaga wafao ka na toote kahin
teri mohabbat pe hain mujhko yakeen
bhoolna nahin - 2
banake deewana bhoolna nahin ] - 2
dhaga wafao ka na toote kahin
teri mohabbat pe hain mujhko yakeen
bhoolna nahin - 2
[mar meetey hain hum teri adaa pe
kar bhi lo tum aaitbaar meri wafa pe] - 2
bhoolna nahin - 2
banake deewana bhoolna nahin
[yaad rakhna dhadkanon ka wada
humne chaha hain tumhe chahat se jyada] - 2
bhoolna nahin - 2
banake deewana bhoolna nahin
dhaga wafao ka na toote kahin
teri mohabbat pe hain mujhko yakeen
bhoolna nahin - 2
banake deewana bhoolna nahin