Gali Mein Aaj Chaand Nikla Lyrics by Zakhm Movie

All Zakhm Movie Lyrics

Sinopsys
 lyrics title      : Gali Mein Aaj Chaand Nikla
 performed by : Zakhm Movie
 language       : scots
 added on       : March 22, 2009
 modified on   : September 15, 2009

Gali Mein Aaj Chaand Nikla

Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla - 2
Gali mein aa chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla - 2
Gali mein aa chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Yeh naina bin kaajal tarse
Baara mahine baadal barse
Suni rab ne meri fariyaad
Suni rab ne meri fariyaad, gali mein aa chaand nikla
Gali mein aa chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Aaj ki raat jo main so jaati
Khulti aankh subah ho jaati
Main to ho jaati bas barbaad
Main to ho jaati bas barbaad, gali mein aa chaand nikla
Gali mein aa chaand nikla - 2
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla
Maine tumko aate dekha
Apni jaan ko jaate dekha
Jaane phir kya hua nahin yaar
Jaane phir kya hua nahin yaar, gali mein aa chaand nikla
Gali mein aa chaand nikla - 2
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla

Zakhm Movie

Zakhm Movie lyrics: [Zakhm Movie]

Among others we have the following lyrics performed by Zakhm Movie

  • Hum Yaha, Tum Yaha (Female) [[Hum yaha, tum yaha, dil jawaan woh sama ...]
  • Hum Yaha, Tum Yaha (Male) [[Hum yaha, tum yaha, dil jawaan woh sama ...]
  • Raat Saari Beqaraari [[Raat saari beqaraari mein guzaari, sau dafa ...]
  • Maa Ne Kaha Mujhse Sada [maa ne kahaa mujhase sadaa tuu phuul meraa ...]
  • Gali Mein Aaj Chaand Nikla [Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa ...]

More lyrics performed by Zakhm Movie

Share & Bookmark

Share this site with others. Help us to grow... or simply bookmark this page :)

Share/Save/Bookmark